Maa Skandamata Aarti
स्कंदमाता की आरती | Skandamata Aarti by Anuradha Paudwal | नवरात्रि पांचवे दिन की आरती
Durga aarti in Hindi. Sung during Navratri.
Maa Skandamata Aarti
जय तेरी हो स्कन्द माता ।
पाँचवाँ नाम तुम्हारा आता ॥
सबके मन की जानन हारी ।
जग जननी सबकी महतारी ॥
तेरी जोत जलाता रहूँ मैं ।
हरदम तुझे ध्याता रहूँ मैं ॥
कई नामों से तुझे पुकारा ।
मुझे एक है तेरा सहारा ॥
कहीं पहाड़ों पर है डेरा ।
कई शहरों में तेरा बसेरा ॥
हर मन्दिर में तेरे नजारे ।
गुण गाये तेरे भक्त प्यारे ॥
भक्ति अपनी मुझे दिला दो ।
शक्ति मेरी बिगड़ी बना दो ॥
इन्द्र आदि देवता मिल सारे ।
करे पुकार तुम्हारे द्वारे ॥
दुष्ट दैत्य जब चढ़ कर आये ।
तू ही खण्डा हाथ उठाये ॥
दासों को सदा बचाने आयी ।
चमन की आस पुजाने आयी ॥
Jay terī ho Skanda Mātā |
pāṃcvāṃ nām tumhārā ātā ||
Sabke man kī jānan hārī |
jag jananī sabkī mahtārī ||
Terī jot jalātā rahūṃ maiṃ |
hardam tujhe dhyātā rahūṃ maiṃ ||
Kaī nāmoṃ se tujhe pukārā |
mujhe ek hai terā sahārā ||
Kahīṃ pahāṛoṃ par hai ḍerā |
kaī śahroṃ meṃ terā baserā ||
Har mandir meṃ tere najāre |
guṇ gāye तेरे bhakt pyāre ||
Bhakti apnī mujhe dilā do |
śakti merī bigṛī banā do ||
Indra ādi devtā mil sāre |
kare pukār tumhāre dvāre ||
Duṣṭ daitya jab caṛh kar āye |
tū hī khaṇḍā hāth uṭhāye ||
Dāsoṃ ko sadā bacāne āyī |
Caman kī ās pujāne āyī ||