Maa Shailaputri Aarti
Shailputri Maa Ki Aarti 2024 – दिव्य आरती | माँ शैलपुत्री बैल पर सवार | Latest Bhakti Song #maadurga
Durga aarti in Hindi. Sung during Navratri.
Maa Shailaputri Aarti
शैलपुत्री माँ बैल असवार ।
करें देवता जय जयकार ॥
शिव-शंकर की प्रिय भवानी ।
तेरी महिमा किसी ने न जानी ॥
पार्वती तू उमा कहलावे ।
जो तुझे सुमिरे सो सुख पावे ॥
रिद्धि सिद्धि परवान करे तू ।
दया करे धनवान करे तू ॥
सोमवार को शिव संग प्यारी ।
आरती जिसने तेरी उतारी ॥
उसकी सगरी आस पुजा दो ।
सगरे दुःख तकलीफ मिटा दो ॥
घी का सुन्दर दीप जला के ।
गोला गरी का भोग लगा के ॥
श्रद्धा भाव से मन्त्र जपायें ।
प्रेम सहित फिर शीश झुकायें ॥
जय गिरराज किशोरी अम्बे ।
शिव मुख चन्द्र चकोरी अम्बे ॥
मनोकामना पूर्ण कर दो ।
चमन सदा सुख सम्पत्ति भर दो ॥
Śailaputrī māṃ bail asavār |
kareṃ devtā jay jaykār ||
Śiv-Śaṅkar kī priy Bhavānī |
terī mahimā kisī ne na jānī ||
Pārvatī tū Umā kahlāve |
jo tujhe sumire so sukh pāve ||
Riddhi siddhi parvān kare tū |
dayā kare dhanvān kare tū ||
Somvār ko Śiv saṅg pyārī |
āratī jisne terī utārī ||
Uskī sagrī ās pujā do |
sagre duḥkh taklīf miṭā do ||
Ghī kā sundar dīp jalā ke |
golā garī kā bhog lagā ke ||
Śraddhā bhāv se mantra japāyeṃ |
prem sahit phir śīś jhukāyeṃ ||
Jay Girirāj kiśorī Ambe |
Śiv mukh candra cakorī Ambe ||
Manokāmnā pūrṇ kar do |
Caman sadā sukh sampatti bhar do ||