Maa Kalaratri Aarti
नवरात्री का सांतवा दिन - जय माँ कालरात्रि - Maa Kalratri Ki Aarti - माँ कालरात्रि की आरती
Durga aarti in Hindi. Sung during Navratri.
Maa Kalaratri Aarti
कालरात्रि जय जय महाकाली ।
काल के मुँह से बचाने वाली ॥
दुष्ट संहारक नाम तुम्हारा ।
महाचण्डी तेरा अवतारा ॥
पृथ्वी और आकाश पे सारा ।
महाकाली है तेरा पसारा ॥
खड्ग खप्पर रखने वाली ।
दुष्टों का लहू चखने वाली ॥
कलकत्ता स्थान तुम्हारा ।
सब जगह देखूँ तेरा नजारा ॥
सभी देवता सब नर-नारी ।
गावें स्तुति सभी तुम्हारी ॥
रक्तदन्ता और अन्नपूर्णा ।
कृपा करे तो कोई भी दुःख ना ॥
ना कोई चिन्ता रहे ना बीमारी ।
ना कोई गम ना संकट भारी ॥
उस पर कभी कष्ट ना आवे ।
महाकाली माँ जिसे बचावे ॥
तू भी भक्त प्रेम से कह ।
कालरात्रि माँ तेरी जय ॥
Kālarātri jay jay Mahākālī |
kāl ke muṃh se bacāne vālī ||
Duṣṭ saṃhārak nām tumhārā |
Mahācaṇḍī terā avtārā ||
Pṛthvī aur ākāś pe sārā |
Mahākālī hai terā pasārā ||
Khaḍg khappar rakhne vālī |
duṣṭoṃ kā lahū cakhne vālī ||
Kalkattā sthān tumhārā |
sab jagah dekhūṃ terā najārā ||
Sabhī devtā sab nar-nārī |
gāveṃ stuti sabhī tumhārī ||
Raktadantā aur Annapūrṇā |
kṛpā kare to koī bhī duḥkh nā ||
Nā koī cintā rahe nā bīmārī |
nā koī gam nā saṅkaṭ bhārī ||
Us par kabhī kaṣṭ nā āve |
Mahākālī māṃ jise bacāve ||
Tū bhī bhakt prem se kah |
Kālarātri māṃ terī jay ||