Maa Siddhidatri Aarti
सिद्धिदात्री माता आरती | Siddhidatri Mata Aarti | With English Lyrics | TRIPTI SHAKYA |Navratri 2026
Durga aarti in Hindi. Sung during Navratri.
Maa Siddhidatri Aarti
जय सिद्धिदात्री माँ तू सिद्धि की दाता ।
तू भक्तों की रक्षक तू दासों की माता ॥
तेरा नाम लेते ही मिलती है सिद्धि ।
तेरे नाम से मन की होती है शुद्धि ॥
कठिन काम सिद्ध करती हो तुम ।
जभी हाथ सेवक के सिर धरती हो तुम ॥
तेरी पूजा में तो ना कोई विधि है ।
तू जगदम्बे दाती तू सर्वसिद्धि है ॥
रविवार को तेरा सुमिरन करे जो ।
तेरी मूर्ति को ही मन में धरे जो ॥
तू सब काज उसके करती है पूरे ।
कभी काम उसके रहे ना अधूरे ॥
तुम्हारी दया और तुम्हारी यह माया ।
रखे जिसके सिर पर मैया अपनी छाया ॥
सर्वसिद्धि दाती वह है भाग्यशाली ।
जो है तेरे दर का ही अम्बे सवाली ॥
हिमाचल है पर्वत जहाँ वास तेरा ।
महा नन्दा मन्दिर में है वास तेरा ॥
मुझे आसरा है तुम्हारा ही माता ।
भक्ति है सवाली तू जिसकी दाता ॥
Jay Siddhidātrī māṃ tū siddhi kī dātā |
tū bhaktoṃ kī rakṣak tū dāsoṃ kī mātā ||
Terā nām lete hī miltī hai siddhi |
tere nām se man kī hotī hai śuddhi ||
Kaṭhin kām siddh kartī ho tum |
jabhī hāth sevak ke सिर dhartī ho tum ||
Terī pūjā meṃ to nā koī vidhi hai |
tū Jagdambe dātī tū sarvasiddhi hai ||
Ravivār ko terā sumiran kare jo |
terī mūrti ko hī मन में dhare jo ||
Tū सब kāj uske kartī hai pūre |
kabhī kām uske रहे nā adhūre ||
Tumhārī dayā aur tumhārī yah māyā |
rakhe jiske सिर par maiyā apnī chāyā ||
Sarvasiddhi dātī vah hai bhāgyaśālī |
jo hai tere dar kā hī Ambe savālī ||
Himācal hai parvat jahāṃ vās terā |
Mahā Nandā mandir meṃ hai vās terā ||
Mujhe āsrā hai tumhārā hī mātā |
bhakti hai savālī tū jiskī dātā ||