Maa Mahagauri Aarti
माँ महागौरी आरती | Mahagauri Mata Aarti | Navratri Day 8 Aarti | जय महागौरी जगत की माया
Durga aarti in Hindi. Sung during Navratri.
Maa Mahagauri Aarti
जय महागौरी जगत की माया ।
जय उमा भवानी जय महामाया ॥
हरिद्वार कनखल के पासा ।
महागौरी तेरा वहाँ निवासा ॥
चन्द्रकली और ममता अम्बे ।
जय शक्ति जय जय माँ जगदम्बे ॥
भीमा देवी विमला माता ।
कौशिकी देवी जग विख्याता ॥
हिमाचल के घर गौरी रूप तेरा ।
महाकाली दुर्गा है स्वरूप तेरा ॥
सती (सत) हवन कुंड में था जलाया ।
उसी धुएं ने रूप काली बनाया ॥
बना धर्म सिंह जो सवारी में आया ।
तो शंकर ने त्रिशूल अपना दिखाया ॥
तभी माँ ने महागौरी नाम पाया ।
शरण आनेवाले का संकट मिटाया ॥
शनिवार को तेरी पूजा जो करता ।
माँ बिगड़ा हुआ काम उसका सुधरता ॥
भक्त बोलो तो सोच तुम क्या रहे हो ।
महागौरी माँ तेरी हरदम ही जय हो ॥
Jay Mahāgaurī jagat kī māyā |
jay Umā Bhavānī jay Mahāmāyā ||
Haridvār Kankhal ke pāsā |
Mahāgaurī terā vahāṃ nivāsā ||
Candrakalī aur Mamtā Ambe |
jay Śakti jay jay māṃ Jagdambe ||
Bhīmā Devī Vimalā Mātā |
Kauśikī Devī jag vikhyātā ||
Himācal ke ghar Gaurī rūp terā |
Mahākālī Durgā hai svarūp terā ||
Satī (sat) havan kuṇḍ meṃ thā jalāyā |
usī dhueṃ ne rūp Kālī banāyā ||
Banā dharm siṃh jo savārī meṃ āyā |
to Śaṅkar ne triśūl apnā dikhāyā ||
Tabhī māṃ ne Mahāgaurī nām pāyā |
śaraṇ ānevāle kā saṅkaṭ miṭāyā ||
Śanivār ko terī pūjā jo kartā |
māṃ bigṛā huā kām uskā sudhartā ||
Bhakt bolo to soc tum kyā रहे ho |
Mahāgaurī māṃ terī hardam hī jay ho ||