Maa Kushmanda Aarti
कूष्माण्डा माता आरती | Kushmanda Aarti with English Lyrics | TRIPTI SHAKYA | Navratri Aarti 2026
Durga aarti in Hindi. Sung during Navratri.
Maa Kushmanda Aarti
कूष्माण्डा जय जग सुखदानी ।
मुझ पर दया करो महारानी ॥
पिङ्गला ज्वालामुखी निराली ।
शाकम्बरी माँ भोली भाली ॥
लाखों नाम निराले तेरे ।
भक्त कई मतवाले तेरे ॥
भीमा पर्वत पर है डेरा ।
स्वीकारो प्रणाम ये मेरा ॥
सबकी सुनती हो जगदम्बे ।
सुख पहुँचाती हो माँ अम्बे ॥
तेरे दर्शन का मैं प्यासा ।
पूर्ण कर दो मेरी आशा ॥
माँ के मन में ममता भारी ।
क्यों ना सुनेगी अरज हमारी ॥
तेरे दर पर किया है डेरा ।
दूर करो माँ संकट मेरा ॥
मेरे कारज पूरे कर दो ।
मेरे तुम भण्डारे भर दो ॥
तेरा दास तुझे ही ध्याये ।
भक्त तेरे दर शीश झुकाये ॥
Kūṣmāṇḍā jay jag sukhdānī |
mujh par dayā karo Mahārānī ||
Piṅgalā Jvālāmukhī nirālī |
Śākambharī māṃ bholī bhālī ||
Lākhoṃ nām nirāle tere |
bhakt kaī matvāle tere ||
Bhīmā parvat par hai ḍerā |
svīkāro praṇām ye merā ||
Sabkī suntī ho Jagdambe |
sukh pahuṃcātī ho māṃ Ambe ||
Tere darśan kā maiṃ pyāsā |
pūrṇ kar do merī āśā ||
Māṃ ke man meṃ mamtā bhārī |
kyoṃ nā sunegī araj hamārī ||
Tere dar par kiyā hai ḍerā |
dūr karo māṃ saṅkaṭ merā ||
Mere kāraj pūre kar do |
mere tum bhaṇḍāre bhar do ||
Terā dās tujhe hī dhyāye |
bhakt tere dar śīś jhukāye ||